Technology me daily update aate rahte hai jiska hame hi fayda hota hai. Aaj kai sari esi machines ko bhi banaya gaya hai jinki hum kalpana bhi nahi kar sakte hai. Inhi machine me se ek bahut hi gazab ki hai CNC Machine jiske bare me aaj hum baat karne wale hai.
Computer Numerical Control
Ab aaap samajh hi chuke honge ki CNC ka full form aur ye kya chij hai. Ab ham iski jankari ko aage badhate hue baat kare to in machining ke types ki to kisi machine me 2 access to kisi me 3 access, 4 aur 5 Access ya usse bhi Accesses dekhne ko milte hai iski koi kism vertical to koi horizontal kaam karti hai har machine ki control system bhi alag prakar ke hote hai.
Chaliye dosto machine ka upyog karne par hame hone wale fayde aur nuksan ke bare me jante hai. CNC ka full form aur isko to samajh liya ab iske kuch fayde aur nuksan humne bataye hai aap inhe dekh sakte hai.
Iske alawa bhi CNC Machine se bahut sare fayde hote hai jisko agar batane jayenge to list bahut lambi ho jayegi ab isse hone wale kuch nuksan bhi dekh lete hai.
CNC ka full form with details
CNC machine ka full form hota hai.Computer Numerical Control
CNC ka upyog daily badhta hi ja raha hai cnc ka full form - Computer Numerical Control. Is machine se jude hue tools me embed Software ka use karke automatically machine ke tools ko control karne ki ek Mathod hai. Iska use Machine ke metal aur plastic jaise parts ko banane me ya manufacture karne me hota hai.
CNC me koi bhi chij manufacture karne ke liye ek custom computer program diya jata hai aur ye custom computer program machine se judi ek Micro computer, machine control unit (MCU) ki madad se stored aur execute G-Code naam ki ek standard language me likha jata hai. Is Machine me miles, lathes, Router, grinders aur lazer jaise tools hai. Inka sanchalan cnc ke sath automatic kiya ja sakta hai. Iska upyog non-machine tools jaise ki - vailding, Filament-Vailding machine electronics asembali machined ko controll karne me kiya jata hai.Ab aaap samajh hi chuke honge ki CNC ka full form aur ye kya chij hai. Ab ham iski jankari ko aage badhate hue baat kare to in machining ke types ki to kisi machine me 2 access to kisi me 3 access, 4 aur 5 Access ya usse bhi Accesses dekhne ko milte hai iski koi kism vertical to koi horizontal kaam karti hai har machine ki control system bhi alag prakar ke hote hai.
Chaliye dosto machine ka upyog karne par hame hone wale fayde aur nuksan ke bare me jante hai. CNC ka full form aur isko to samajh liya ab iske kuch fayde aur nuksan humne bataye hai aap inhe dekh sakte hai.
CNC ki machine ke fayde aur nuksan kya hote hai.
- Aapko pata hai CNC ki sabse achchi baat kya hai wo yahi hai ki iska use hum lagatar bina ruke pure din kar sakte hai. Ise hume tab hi band karbna hota hai jab hume isme kuch maintnmaint karna ho.
- Ek sath kai sari machines maintan ki ja sakti hai kyoki ek baar inhe program karne baad karne ke liye choda ja sakta hai.
- Isse parts ki quality achchi hoti hai jisse achccha control milta hai aue wo adhik samay tak achche se kaam karta hai.
- Cnc ko chalane ke liye use hone wale software me sudhar karke is machine ko update kiya ja sakta hai.
Iske alawa bhi CNC Machine se bahut sare fayde hote hai jisko agar batane jayenge to list bahut lambi ho jayegi ab isse hone wale kuch nuksan bhi dekh lete hai.
- Yah machine manually operated machines se kaafi jyada mehngi hoti hai, par ab iski kimato me girawat dekhne ko mil rahi hai.
- Jaisa ki machine ka upyog karne par bahut kam shramiko ki jarurat hoti hai kyoki is machine ka kaam automatic ho jata hai ese me ye berozgari ka karan ban sakti hai.
- Is machine ko chalane ke liye hume engineer rakhne padhte hai jo mahnge hote hai.
- cnc ke management ki costyani ki laagat bahut jyada aati hai.
Nice line sirr
ReplyDeleteI am CNC opretoar
apna comment kare